
Khatam apni chahton ka silsila kaise hua Tu to mujh mein jazab tha mujh se juda kaise hua Wo jo sirf tere aur mere darmiyan ek baat thi Aao sochein shehar us se aashna kaise hua Chubh gayin seeney mein tooti khawahishon ki kirchiyan Kya likhun dil tootney ka haadsa kasie hua Jo rang-e-jaan tha kabhi milta hai ab rukh phair kar Sochta hoon iss qadar wo bewafa kaise hua… -Chayan Jain
0 comments:
Post a Comment