Friday, 31 May 2013

Mohababat Kiya Cheej Hai.?

Mohababat kiya cheej hai kabhi kisi ko ho jati hai Bade budhe aur naujawan sabhi ke dil ko bha jati hai Jindgi sawar jati hai mohababat ke nam se Bikharti hai khushboo jami par bahar jab uver aati hai Mohababat rogo ki dawa hai aisi dilbar Gam bhool jate hain lognasha dil par chha jata hai Sabhi karte hain intezar mohababat ke samay ka Umar ke padaw par jab kabhi najar main aa jati hai Kiya karen hum baya juban se mohababat ke bare main Jab sari duniya hi iske pichhe daur lagati hai Kiya kahen kisi ke dil main kiya hai Dost Har shakhs ke dil par jab mohababate raj karte hain. Avi Vaghasiya

0 comments:

Post a Comment