Thursday, 30 May 2013

Kahan Mumkin Tha Mai Dil Se Teri Yadain Mita Deta..

Kahan mumkin tha mai dil se teri yadain mita deta bhala kaise mai jeeta phir agar tujh ko bula deta teri ruswai k dar se labon ko see liya warna tere shehr-e-munafiq ki mai bunyadain hilla deta kiya tark-e-wafa us ne to ho gi us ki majbori jisse barson dua di thi usse kya baddua deta khabar hoti agar mujh ko nahi hai too muqaddar mein Ussi lamhe mai hathon ki lakeeron ko mita deta… -HaSSaN

0 comments:

Post a Comment