Humare muskurane ki waja tum ho,hamare Zindagi ka matlab tum ho ,agar chor deya saath hamara to samajh lena k hamari maut ki waja bhi tum ho.
`
Dard ki bazaar bhari pari hai,
Wo cheez na lo jo andar se jali pari hai,
Wafa ki talaash chorr do nadan,
Ye duniya Bewafai se bhari pari hai.
`
Ham dewano se na pocho anjam-e-ulfat
Ham tö bewafaon ko bhi jeeny kì dua dete hain.
`
Hum to tere dil ki mahfil sajane aye thay,
teri kasam tujhy apna banany aye thay.
kis bat ki saza di tu ne ham ko,
bewafa hum to tere dard ko apnany aye thay
0 comments:
Post a Comment