Mai ney Gundi baatain ki hain, kiya faaida ladaaii main
Mazaa laikin aata hai Khoob ladkon ki piitaaii main !
Gher ki Murghi bhaaey, na bhaaey Biryaani inko
Lag jaaey jab munh inka baher ki Roti aur Daal main !
Do haathon main biwi kai dain! ger, har maheeney salary
Biwi kai paas aaney sai hai berkat hi berkat kamaaii main !
College mai time gunwaaya Canteen mai baith ker
Na bus ki line me hotey, jo lagaate dil padhaii main !
Jo baat ker lai koi ladki hans ker insey haalat aisii ho jaati hai
Jaise paanch ungliyaan ghee main, aur ser poora kadhaaii main !
Hai Ebarat esee sai yai zindgaani hamaari
Meri aankh ka aansu bhi hai shrarat kisi ki






0 comments:
Post a Comment