Thursday, 9 February 2012

April Fool SMS Hindi

In hasino se Rasme Wafaor Dil Lagana sarasar bhool hai…
Jis din ye ikrar karen mohabbat ka,Samajh lena us din APRIL FOOL hai…!

Aap jaisa koi meri zindaki mein aaye to baat banjaye
Aap jaisa cute meri zindaki mein aaye to baat banjaye
Aap jaisa cute meri zindaki mein aaye to baat banjaye
Aap jaisa bewakoof meri jhhoti baaton per yakeen kare to “APRIL FOOL” banjaye…

Attendence..
Pappu
Yes Sir
Bablu
Yes Sir
Tinku
Yes Sir
Ullu
??
Ullu
??
Ullu
Button dabana band kar, teri baari hai, attendence lagwa.

Aisa DOSTANA hamara, Mai KASHTI tu kinara, Mai DHANUSH tu teer, Mai MATAR tu paneer, Mai VARSHA tu badal, Mai RAJMA tu chawal, Mai HOT tu cool, Mai APRIL tu….?

0 comments:

Post a Comment